Friday, February 27, 2009

Untitled # 3 :)


Zindagi ke har mod pe dost ....
Kabhi khushi ya kabhi gam(sorrow) milega..!

kabhi hasne ka..
toh kabhi rone ka mann karega..!

Haskar rone wale toh bahot milenge..
Par rokar muskurane wala kaha milega....??

     ~~Shrenik Jain~~

Friday, February 20, 2009

untitled # 2 :)


Duniya wale bhi ajib hote hain..

kabhi dur toh kabhi pass rehthe hain..!

dard na batao toh kayar(coward) kehthe hain..

aur dard batao toh Shayar kehthe hain..!

                             
                            

Maa...


Maa....

Duniya main sabse zyadaa yaad ati hain tu..
iss duniya ki bhid main..
Sabse pyaari nazar ati hain tu !

नों  Mahine kasth(suffering) tumne hain saha..
jiska spasth tumne kabhi na kiya..!

Hazaaron kashth sahe mere vaaste...
mujhe dikhaye jeevan ke saccha raaste..!

Khud rokar hasaya mujhe..
kabhi khud jagkar..
Sulya mujhe..!

Mere liye tune kya nahi kiya..?
Sabhi aasuo ko hain tune piya..!

khud khana na kha-kar..
mujhe khilathi thi...!
mere har khwaish ko..
muskura kar lati thi..!

kabhi mere aasu ko dekh kar ro padti thi..
duniya se mere vaaste..
lad padti thi..!

duniya ki nafrato se bachaya hain mujhe..
apni komal parchayi main sulaya hain mujhe..!

Tere aashirward se aage bada hun main...
Jeven ke iss mukam pe..
uncha khada hun main..!

Sabka Khayal rakthi ho..
lekin apni zarrourto(needs) to bhul jati ho..!

Bin mange tune mujhe sab kuch de diya..
Mere bina bole ...
Mere Sab dhuko ko samajh liya..!

ab kaise batao tere baare main maa..

Bhagwan ka dusra roop hain tu MAA..
Mera saara sansar(world) hain tu maa..!
duniya ke andhere kinaro main..
mera ujala hain tu MAA !

ab aur kya mangu bhagwan se...?
Bas har janam main tum he..
Meri MAA Bankar aana..
aur isi taraha meri Zindagi 
ko khushiyo se sajanaa..!

तेरा वर्णन शब्दों मैं किया नहीं जा सकता 
तेरी तारीफ़ मैं कम लिखा नहीं जा सकता ..!
बस इतना कहूँगा माँ
तू न होती तोह आज ..
मुझसे ये लिखा न जा सकता..!


Dedicated to my dear mom :)

Hope you like it !

Please comment :)


Wednesday, February 11, 2009

Lets Hope for a Change.

Hey Guys..i wrote this poem when i was in my 10th..!

Hope you like it..!





LETS HOPE FOR 

A CHANGE.



Welcome to INDIA..
a land of DEMOCRACY.
which sometimes turn out to be..
IDIOCRACY ! 


Here we are ruled over by a Goverment..
Like we are the wounds..
and they are our "oinment"!

"By the ppl and for the ppl"
are just phrases...
ministers of the country..
have many pending cases..!

we have been attacked like a ..
"thousand times..!"
Yet Criminals can escape..
with simple fines..!

Here we are living in a country..
where some people go to parties and pubs..
while others..
sleep beneath rugs..!

From Goverment offices to institutions...
where ever we might go..
Corruption is what everyone show..!

is this their level of Sincerity..?
will this lead to prosperity..?

why do we always have to compromise..?
why should we always pay the Price..?


But who cares abt the Common Man..?
Our lives dont seem Precious..
we are just preys..
for people filled with ferocious  !


But not everyone are the same..
Some Good Leaders still remain..!
to hear the voices of people..
who cry out in vain !

Lets all hope for a better tommorow..
Lets all hope for a better system..
Lets..Just HOPE ! :)

I Love INDIA !
with all due respect.

__Shrenik Jain__

UNTITLED ! :)

Dusro ki khushi main..
khush rehna sikh lo..!
Dusro ki hasi main..
Hasna sikh lo..!
Ye duniya badi kamini(bitch) hain dost..
apne aasu khud puchna..sikh lo..! :)

Monday, February 9, 2009


God...

God can either be good or bad,
how he can be both at a time
just look into the eyes of a baby
and you will get the answer
all come in world with such innocent heart
and we blend it with good or evil
God represents that heart
And i think now you can judge what he is !


Talaash...


 
          Talaash...

Mausam chala hain pyaar ka..
samhaa bana hain ikrar ka..

dil-o-se dil main rahe hain..
pyaar ke geet chal rahe hain..!

iss bhid main akele khade hain hum..
lekar tanha dil..
tanha safar chal rahe hain hum..!

kaash hame bhi koi mil jaye..
kaash hame bhi kisi se pyaar ho jaye..!

Koi pari ya koi apsara..
dil-lagi ya koi dil-ruba..!

Duniya main aye toh akele hum..
Jate-Jate kisi ka dil hamse bhi lag jaye...!

kaash...

~~Shrenik Jain~~

Saturday, February 7, 2009

Exam Ki Tension ! !

                               Padayi karna...

Kal Padhne ke chakkar main..
Phat gayi hamari yaaro...!

Padd-Padd ke Dusro ne...
Baazi marli Saalo...!!

Shayad hamara kal ab aagaya..
Ghar main tension ka mahol Cha-Gaya..!

ab toh hardwork karo saalo..
time aa gaya hain kehne ka....

  "all the best" Mere Yaaro :)

~~Shrenik Jain~~
(pardon me for the language used :d)

Love mess !

 


There are times in one's life when we say
Oh lets romance
our heart becomes greedy and plans everything in advance
we turn our eyes asquintly looking for a chance
But it is so easy ?
Some time yes sometimes not
It all depends on which girl you have designed the plot
and also how well You can play the shot
if you succeed and go for date make a long estimate
But in few weeks you are lost in sand
With serpents in your neck and scorpions in hand.

Pyaar aur Dosti ! !

~~Pyaar aur Dosti~~ 

Pyaar aur dosti ki ahemiyat khass hain.. 
Ek ki Zarrourt aur dusre ki pyaas hain.. ! 

Kisi ko dilo-jaan de dena.. 
pyaar hain.. 
apni jaan bhi luta de .. 
wo dosti ki pehchaan hain ..! 

Dosti par toh apni jaan bhi nisaar hain.. 
Jaan se bhi koi pyaara ban jaye wo pyaar hain..! 

Saccha Pyaar milta hain sirf naseeb walo ko.. 
Saccha dost mil jata hain Har Dil-Walo ko..! 

Pyaar aur dosti har Dil ka Ehsaas hain.. 
Pyaar hamesha rehtha dil ke pass hain.... !
Lekin jo dur hoke bhi lagta khass hain..... 
Wo Sirf DOSTI KA EHSAAS HAIN ! 

~~Shrenik Jain~~

Friday, February 6, 2009

School Days-My Poem


Written For my School days.

School ki Life bhi yaaro kamaal thi..
Masti aur sharaarte be-hisaab thi ! !

Dosti kya hoti hain hamne kab jana..
Tumse mile aur dosti ko pehchana...! !

Wo Dusro ka lunch chura ke khana..
Kabhi Teachers ki band bajana ...! !

Fail hona hamari shaan thi..
school main apni alag pehchaan thi... ! !

Masti karna wo Pure Pure din...
Dil nahi lagta the yaaro ke bin... ! !

Teachers se hamesha daat kyu khayi..
Par unhi se hi toh sab siksha payi...! !

School se he apni pehchaan thi...
Dosti pe Hamarai Jaan thi ... ! !

Yaad rehenge wo baarah(12)saal..
Mili thi jisme Dosti..Yaari aur Pyaar ki Misaal(lesson)...!!

         ~~ Shrenik Jain ~~

Hello Viewers.

Hello ppl !

This is My Very first post.

This Blog is all abt my poems and thoughts.

Give ur honest feedback and views.

Regards;
Shrenik Jain.